Notepad Me Coding Se Website Banani bnayi jati hai ? in Hindi Me Jankari - AnysolutionTechnical website

AnysolutionTechnical website

ANYSOLUTION FOUNDNER RANJAN MISHRA

JOIN ONLINE CLASS

Thursday, May 24, 2018

Notepad Me Coding Se Website Banani bnayi jati hai ? in Hindi Me Jankari

Notepad Me Coding Se Website Banani bnayi jati hai ? in Hindi Me Jankari

By RANJAN MISHRA

 Website banane ke liye pahle coding language ka course karna hota hai yaani ki web designing sikhni hoti hai.
Ye web designing language kai tarah ki hoti hai jisme har language ka alag kaam hota hai. Aur har language ek dusre ke bina adhuari hai.
In language ko sikhne ka bhi ek time hota hai, shuru me simple language aap bahut jaldi cover longe lekin kuch toughest language ko achi tarah se master karne ke liye time lagta hai. Par dheere-dheere sikh jate hai muskil bhi nahi hai.
Chaliye me step by step batata hu ki notepad me website banani sikhne ke liye apko kya kya aana chahiye.
Pichali Post: Website Kya Hai?
Web Designing Languages
Agar aap ye web designing language sikh lete ho tab aap web designer ban jate ho aur aap apni website coding se yaani in web designing language se bana sakte ho.   

1. HTML Language
Yah sabse pahle sikhi jane wali language hai, aur sabse simplest language hai.
HTML ke niche diye gaye 2 part padhe:

2. CSS Language

Yah HTML ke bad me sikhi jaati hai. Yah HTML ke bina kam nahi karti hai, yah HTML ko decorate karti hai.
CSS ke niche diye gaye 2 part padhe:


HTML and CSS Ke base par puri static website bana jati hai, par website me aur jyada features, animation, dynamic and user friendly karni hai to PHP and JS bhi sikhni hoti hai.

3. JavaScript
Yah ek animation language hai. Website me jab animation add karne ho jaise slideshow of photo, popup box etc. tab JS ka use hota hai.
JS ke niche diye gaye 2 part padhe:

4. PHP Language
Agar apn yah pichli post padhi hogi to pata hoga dynamic website kya hota hai, to agar apko dynamic website banani hai to PHP ki jarurat hogi.
PHP ke niche diye gaye 2 part padhe:

          THANK YOU
BY RANHAN MISHRA

No comments:

Post a Comment

veiew my post